
Zamrad ko English main emerald kehta ha iska rang bohat he khoobsorate hota ha or log is pathar ko janta be ha
zamarrud ka pani pelay tu yeh bohat si bimari ko khatam karta hai is ki 2 iqsam hai sabaz rang ka pathar behtar hai ager orat pehnay to haqiqi muhabat malay marad pehnay tu biwi ki muhobat milay soor sartan aur hoot walay isay pehnay tu barkat zada say zada hasil kartay hain isay mirrikh aur yorannas kay sitaray say taloq rakhnay walay isay pehnay tu ba_asar shahksiaat ban jatay hain
zamrad ki pechan
sab se pehla to wazan deakha pathar ka k kitna ha agar pathar helka howa to samajh lay k yeah nakli ha . dosare pechan yeah ha ka quality be deakha k kase ha . pathar ko ake dafa suraj ki taraf kar k deakh agar pathar dhoondla deakha to wo asli ha
rang
is pathar ka colour hara hota ha laken zadatar tazz green hota ha
Amel Soname Contact
agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa hamare kohi or dosare kisi be kisam ki help support nahi ha
dua main yaad rakheya ga
amel soname
amel_soname@yahoo.com
0 comments:
Post a Comment