
almas (hera) ki chamak damak bohat he shandar ha . is ko dunia ka tamam he log pasand karte ha or khastor per is ko orate bohat passand karte ha .is ki rangat itni khoobsorate or dilkash hote ha k her ake ki khowahish isko deak kar hote ha k wo isko pehna English main almas ko diamond kehta ha or panjabe main hera
Almas ki kisam
Almas ki char kisam ha khas al khas abdar hera bar hami
No 2 shafaf or shahad ka rang wala ko khatre
No 3 panir ka rang wala ko dash
No 4 bore rang walay ko shodar
Ajj kal pathar bach na wala iski yeah kimain bayan karta ha
Golabi golab jesa surk
Pansite =sabaz rang
Garach= nehayat khara jis per dag ho chanchal ya obarq kehta ha isko
Khati =Safaid
Bhora khaki rang
Pela = zard
Kala = seya kala
Kaf =
Hera ki khasiyat
Hera ko Allah tala ny wo sakhte de ha k kohi or cheez is ka lahaz se iski barabare nahi kar sakte yaha tak kehta ha ka hera ko agar hatore se choot lagahe to hatora kanp jata ha
Amel Soname Contact
agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa hamare kohi or dosare kisi be kisam ki help support nahi ha
dua main yaad rakheya ga
amel soname
amel_soname@yahoo.com
4 comments:
acha yea kese pta chale k asli hira kon sa h is ki phechan kiya h
is stone ki phechan kiya h
Salam,
mer naam shahzad hay. kya aap mujhe aisa khushkismat pathar bata sakte hain jiss ke pehnne se mere ghar k maali hallat behter ho jayen and meri shaadi jald ho sake. mein buhat preshan hoon brahe mehrbani madar karen, Allah apko jaza de.
Mujhe chandi ki anghoti banani he usme pathar laga sakta hu me ya nhi
Post a Comment