As
salamu allaiqum
bohat
se log yeah kehta ha ka pathar ya jawahiraat pehen ny main kohi tasir nahi hote
. to is post main inshallah main sabit karo ga ka tasir hote ha or jab kohi be
insan pathar pehanta ha to us ki zindage ka halaat badel jate ha Allah ka hukum
se .
Allah
talah quran pak main irshad farmate ha
(22)
اور جو آسمان میں ہے اور جو زمین میں ہے جانداروں سے اور فرشتے سب الله ہی کو سجدہ
کرتے ہیں اوروہ تکبرنہیں کرتے
( سورة النحل , An-Nahl, Chapter #16, Verse #49)
is
aiyat per agar ghour kareen to jo asman main ha or jo zameen main ha matlab
zameen main sab Allah ko he sajda kar rahe ha
(28) کیا تم نےنہیں دیکھا کہ جو کوئی آسمانوں میں ہے اور جو کوئی زمین میں ہے اور
سورج اور چاند اور ستارے اور پہاڑ اور درخت اورچار پائے اور بہت سے آدمی الله ہی
کو سجدہ کرتے ہیں اور بہت سے ہیں کہ جن پر عذاب مقرر ہو چکا ہے اور جسے الله ذلیل
کرتا ہے پھر اسے کوئی عزت نہیں دےسکتا بے شک الله جو چاہتا ہے کرتا ہے
( سورة
الحج , Al-Hajj, Chapter #22, Verse #18)
is
aiyat main Allah talah farma rahe ha k pahar Allah ko sajdah karte ha . abb
matlab to saaf ha ka zameen or pahar Allah ki ebadat karte ha . jo yeah pathar
hota ha wo Allah ki ebadat karta ha or pahaar ka under se he yeah pathar or
jawahiraat nikalte ha . to yeah be pahar ka ake hisa ha chota sa yeah be ebadat
karte ha . jab kohi be shaks in jawahiraat ko pehenta ha to yeah ebadat karte
ha Allah ki to us insan per Allah ki rehmat barasna shoro ho jati ha . q k yeah
pathar Allah ki tasbi or us ka zikar wa sana main masroof rehta ha to Ahsa main
insan ka upper is ka acha asraat parte ha . agar app deakha k kisi jagah per
mosal sal gonah ho raha ho to uder Allah ka asab nazil hota ha or dosare logo
ko be apni lapet main le leta ha . or agar kisi jaga nake or achahi or Allah ki
hamd wa sana ho rahe ho to uder Allah ki rehmat barasti ha or us se dosaro ko
be faida hota ha ishe tarha jab pathar Allah ki ebadat karta ha to insan ka
upper is ka acha asar ata ha or us k kam banna shoro ho jata ha wo din ba din
taraki karta ha us ka masahil hall hota ha .
Amel Soname Contact
agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa hamare kohi or dosare kisi be kisam ki help support nahi ha
dua main yaad rakheya ga
amel soname
amel_soname@yahoo.com