Amel Soname Contact

agar kisi ko hum se contact karna ha to wo email ka zarya hum se contact kareen . dhoka bazoo se hoshyaar rahe jo amel soname naam ki jaise email,website, ya social media websites per id ya telephone number dal kar logo ko dhoka de rahe ha or apna app ko amel soname naam ka bohat bara Amel ya jadugar bata kar logo se paisa lay rahe ha . hamara ahsa logo se koi talooq nahi ha or na he hamara ahsa logo se kohi talooq ha jo amel soname naam se astana ya office khul ka betha ha . hamare kohi telephone support nahi ha. hamare sirf email support ha .is email k ilawa hamare kohi dosare email support nahi ha .email yeah ha amel_soname@yahoo.com

hamara is website www.amelsoname.com se kohi talooq nahi ha yeah hamare nahi ha or na he hum se munsalik ha

Monday, May 16, 2011

patharon ka intakhab

As salamu allaiqumaksar pathar aisay hain jo insan ko qamiyabi ki lay jatay hain aur kuch aisay hain jin say insan barbad ho jata hai. kyun kay baaz pathar insan ko suit kartay hain aur baaz suit nahi kartay hain.yeh jannay kay leya kay kon sa pathar faida day ga aur kon sa nahi is kay do tariqay hain yeh tu pathar padaish kay hisab say ho yah per sitary kay mutabiq ho amar_e_awaal kay mutabiq yeh hai kay koi shahaks itwar ko pida howa hai tu shams ka mutalaqa pathar phenay aur amaar main jo baat zahain main na ati hai thi usay sahar kaha jata tha haalakay ager koi aisa fail dhek kar jo is ki samaj main na aya.usay sahar kha deya aur kahay kay yeh khilafay qudrat hai tu galat hai is leya koi basahar yeh dawa nai kar sakta kay wo tamam jo qudrat kay qawanin hain un pay us ko obur hasil hai.
allah ki zaat gair mahdud hai aur is kay qawanain bhi kuch log yeh khatay hain kay yeh kisay mumkin hai kay pathar pehan lo tu izat dulat shorat aur apnay dushman per hawi ho gao jay yeh tumay her kam main fatha hasil hogi tu is ka jawab main uper he day choka hoon





Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakheya ga
amel soname
amel_soname@yahoo.com






63 comments:

Anonymous said...

maray naam ka konsa pathar ha.

Anonymous said...

main pathar konsa use karon sir g.mujy kon sa pathar sout kary ga plzplz.

Anonymous said...

meray naam ka pather konsa hai

aamir xclusive said...

sir aap waqai me aik bahout bady mahir e astrology hain me ne aap ky tamam ky tamam links pahdh leay hain, sir mera naam aamir hai me attock main rheeta houn, 16/01/1993 meri umar 18 sal hai mera star jaddi [capricorn] hai mujhe ye pata chala ke neelam mery sath suite karta hai,mgr kitaabo me aur hi pathar batay jaty hain hain, sir mujy pathron se bahout mohabbat hai,aur me dil se allah ko hazir o nazir jan kar in pe yaqeen karta houn. aur iss waqt mery pas rubystarr hai jo me ne khuda pe yaqeen kar ky bhari qeemat par lia hai,wo kesa rahy ga aur aya aap ke hisaab se mujy koun sa nageena phenana chaheeay.main apka jawab rozana ilmejawahirat.blogspot pe dakha karun ga.jazak allah

Anonymous said...

meri date of birth 4-10-1981 hai mere nam ka pathar konsa hoga ??

Anonymous said...

mara name zeshan hussain hy mara star leo hy mare name ka kun sa pathar sahi hy
plz infron me

Unknown said...

meri date of birth 10 march 1982 ha mery liye Kon sa pathar best rahy ga

Unknown said...

assalamwalekum mera naam ansar riyaz khan he meri birth date 14.10.1975 he plz batae mere lye bafazletala konsa stone lu mae black magic se bohut pareshan hu help me plz jazakallah .allah aap ki umar daraz kare aammeen

u

Anonymous said...

Mera name umar hai meri date of birth 8-1-1994 hai mje konsa pather suite kare ga

yameen said...

me konsa stone pehnoo abhi me n feeroza pehna huwa Thai kya yeh mere lye acha hai

Unknown said...

Shaukat hayat
mira saton keya he

saleem said...

Ala hazrat asalamu alikum janab e mohtaram mera naam saleem haimere liye kon kon se stone behter hein or kis stone se door rehna hai meherbani farmain muj pr mein intezar karon ga aap k reply ka... allah aap ko jazaye khair ata farmaye aammeen....

Anonymous said...

ASSALAM O ALAIKUM

main kafi arse se patharo ke bary main sun raha hun lekin koi guide nai karha, main apni life main kafi failure dekh raha hun mughey lagta hai ke meray har kaam me rukawat hai main namaaz bi parhta hun ,lekin ek buri aadat main mubtila hogya hun or ab us aadat ko chorna chaata hun lekin choor nai paa raha,,,

kia aap meray zaichay ke hisaab se ye bta sakte hain ke mujhay kon saa pathar pehanna chahye o zikar o tasbeeh kon c karni chahyee

please mujhy ye bi btain ke kia main yaqoot pehn sakta hun..... q k mein sheytani khayalat or apne nafs ko control karna chahta hun

mustakim said...

Asslamo alequm hazrat kayse hain ......hazrat hume kuch jankari chahiye thi ..kya aap hume bata sakte hain ki hume kansa pathhar pahen na chahiye...jayse ki humara nam mohamad mustaqeem hai ...is nam ka pathhar konsa hai bray meharbani hogi hazrat....

shahid said...

Mein nain koi 15 saal say aqeeq pehna howa hay. Phelay is ka color dark red tha, phir 5 saal pehlay iss pather nain color change kiya aur ab yellow hay.

Ap say pochna tha, kia aqeeq color change kartta hy, ya mera pathar naqli hay.

Unknown said...

My name "Waqar Ali" date of birth "16.9.1992" ha or setra "Virgo" ha plz mara pathr bata dy k mara pathr kon sa ha

kamran said...

dear bhai,,

bhai mera name kamran hai. aur muje meri date of birth yaad ni hai. please muje bta dein ky muje konsa
stone suit kary ga.meri umer almost 33,34 sal hai.

sameer said...

sir mra name sameer ha and ma muzaffarabad ma rta hu and ma na ak web
pa stone k matlq para tha or mujy lagta ha ap pathr0n k bary ma bot
k0ch janty hn to sir mara maqsd ap ko ya btna ha k adr humry ak villge
ma ak jaga ha us jaga pa bot sa qamti phatr or degar chezn hn but yahn
simple log rty hn k0ch pta ni un ko k ya sb kia hn or mujy b thek tara
sa pachn ni kia ap meri madad kr skty hn atni qamti pathr or degr
chezn b bot hn ma bta ni skta apko an k bary ma please ap mujy k0ch
mathod btyn or kia koi asa ala ha jo narmal or qamti phtr k bary ma
bta skta ha
ma wait kr0n ga sir

Anonymous said...

Assalam o alikum
Main nay aap ke website vizt ke hai bht achi info hai us pay ...

Main aap say apnay gem stone k beray main puchna chata hoon k
mare date of barth 23sep 1992 hai or mera pura nam (bilalbaig) hai
main bht prayshan hoon apni job say mujhay koi job ni milti mujhay stones
wegra bht psand hain or mian in pay belive be krta hoon,or mera star virgo hai
plz mujhay islam main jo jo jaiz hai wo btaa dain

I em very thankfull to you
keep me in your prayers
I em wating for your replay

fakhar said...

sir
ap ki website to dehka to bahot pasand i.
sir
asal main muj apny pathar k bary main pata karna tha k kon sa apthar mary liay theak rahay ga meharbani kar k mujay mera pathar batain

Anonymous said...

Merit date of birth 9.10.1990hai Mike konsa pathar phena chaye

Unknown said...

mera nam JUNAID hay r MERY Date of birth ( 14 jan 1995 ) hay meray upar kn sa pather suit karta hay

Unknown said...

sir muj ko kon sa pahtar suit kary ga mera capricon hai star 12 1 1994

Anonymous said...

Asalam O alekum janab mera name Nisar ali date of birth 20 aprail1985 ha barae meharbani muje bataye mere name ke hisab se mujhe kon sa pather use karna chahye jis se mere zindage main ache tabdeele aye becoZ mere koi kam sahe nae ho rahe thnx

Unknown said...

sir my name is syed shayan tahir..And d/o/b is 16/10/1995..pleas say me which stone is suitable for me...pleas sir must be said.

Unknown said...

sir mera name tufail hai aur me kon sa pathar phanu ?

shahzeb000007 said...

Assalamualikum

sir mera nam syed atif hussain hey date of birth 23/08/1992 hy ur islamic date saffer 23 hey sunday ka din ki pedaish hey shubha 10:20 mints ki meherbani farma kar mujhe bataie ke mere lie konsa pthar better raheyga

shukriya.

Unknown said...

mera naam SYED FAHAD HUSSAIN CHISTY hai walda ka naam yasmeen or date of birth 22-04-1991 hai plz mery naam ka pathar bta den

Unknown said...

MERA NAME SHAHBAZ ASLAM HY mere date of birth 03/08/1989 hy mera muwafiq pathaer kya hy

Unknown said...

Asslam o alikum
Sir Mera nam Umar ha Papa ka Zafar Iqbal or mama ka Mahjabeen or date of birth 13-12-1991 ha to mujy kon sa stone pahna chaiye plzzz tell me.
Contact (0324-6121413)

hamza rasheed said...

name;hamza rasheed s/o amanat rasheed date of birth 22.6.1995 kon sa pather thek hai mery nam k satah

Unknown said...

mera name ahmadhameed hn our mari 30 9.1994 date.of brith hn mujy kn sa pather thek hn mery nam k sath

Unknown said...

mera nam ahmadhameed.hn.30.9.1994.mari.date of.brith.hn.mujy.kn.sa.pather.thek.rahy.ga.

Anonymous said...

Asslam o alikum
mera name aamir shahzad h or date of birth 22.12.1999 h mre liy kn sa pather makhsoos ho ga or wo kha sy mily ga

AH COMMUNICATION said...

mera nam kazim hussain hai aur date of birth as per documents 10-04-1981 hai jb k original confirm nahi. mery ly kon sa pathar suit able hai

Anonymous said...

Sir asalam o alikum
Name : Bilal Hasan
Date of birth: 18 Jan 1999
Kindly mjhy mera lucky stone bta dain.

Unknown said...

Aslamu Alaikum sir.
Mera maam M.Waqas Gulfraz hai.
Date of birth 9/may/1991
Mujhe btayen me konsa pathar pehnu. Mujhe wese bhi pathron ka shoq hai

Unknown said...

sir mara nam majid ha or ma 5.3.2000 mri date of birth muje mara kn sa pathar suit karta ha

Billu Raha said...

My name is Bilal Ahmed 15/08/1986is my date of birth kindly suggest me a stone

Anonymous said...

sir mera name muhammad alam ha r meri date of birth 13/3/1995 ha mera name ka sath kon sa pather suite krta ha r mera star kon sa ha plz ..

Musharrf said...

MY name is musharrf .. date of birth 24\4\1996 .. mery lye kon sa stone hoga... mjy bta dijeye .. my nmbr 03458940438. is nmbr pr bta dain

Iffat said...

As salaam o alaikum.agar pather is wja se acha asar krte hen q k wo khuda kawird krte hen to phr pather ko yun q kaha jata he k falana pather tmhare lie nahis he?islamic poin of view plz

Anonymous said...

meri date of birthday ya ha 24-jan-1996 mery liy kn sa stone theak.rahy ga name mohsan raza

Unknown said...

bhai mera name ali raza hy date of birth 11/5/1992 hy please nujy btain muj py kon sa pather acha rhy ga wesy is picture ma jo red pathar hy ye ma ne pahna hwa hy mujy is k matalq b kuch informition dy dain mere inbox ma mera number 03435073246 please jaldi agr koi online hy to

Unknown said...

mera name ali raza hy 11/51992 mujy pather ka btain kon sa suite kry ga

Anonymous said...

sir mera name muhammad saleh hayat ha mera date birth 12/31/1997 ha mery name ka pather kya ho ga plz btain

Unknown said...

sir mera name Alhamd h date of birth 02-08-1989 wed rat 1:30 am h mera pathar konsa hoga

Unknown said...

Assalam-0-alaikum sir mera name alhamd h date of birth 02-08-1989 wed 1:30am h mjy koi asa pathar btae jo mjy ras aae mujy ek shaks ny aqeeq pehanny ka kaha hai pr mjy dar lg rha hai kahi mjy rass na aya to pls jawab zarur dijiyega

Unknown said...

Mere Naam Habib Ur Rehman Hai Or Meri Date Of Birth 01/01/1984 Hai Kya Aap Mujhe Bataye Ga K Mere Pather Kon Sa Hoga.

Anonymous said...

Mari date of birth 07-08-!999 ha
Sir mary name ka pathar kn sa ha

Unknown said...

my name is Muhammad Umar. my date of birth 24-02-1995. what is the name of stone. please reply me.

Unknown said...

assalam o alikum
sir mera name Shafi ullah hy.or date of birth hy 08 nov , 1993 sir mujey batay k mera kona stone hy ?

Unknown said...

Sir mere Ghulam abbas he
Me konsa nag pehn skta hn r konsa nhe pehn skta ..?

Anonymous said...

AOA mera ahsaan hy or star bsagitarius hy plz mera stone bta dain or kis ferroza mere star k liye thk hy DOB 20-12-1993 hy plzzz

Anonymous said...

Mera nam adil hy mery nam k pathr btaiye plz

Unknown said...

Mera name imran hai or date of birth 22 10 1994 hai 'm knsa pathar pehn skta hn

Unknown said...

Mera name imran hai or date of birth 22 10 1994 hai 'm knsa pathar pehn skta hn

Unknown said...

20.5.1995

Anonymous said...

mari date of birth 6th may 1985 hy mera lan wasim hy kya main Lapis Lazuli stone pehan sakta hoon

Unknown said...

mera name Bilal hai or "Date of birth" 25 march 2001 hai mjy kn sa stone suit kry ga

Unknown said...

Sir Mera name Saba hai or Meri date of birth 22 April 2001 hai or mera Burj lucky num or lucky color or mjpe konsa pathar suit karega or Meri shadi hogae hai or hamara aulad nhi hai Kya hamare Zindagi me aulad likha hai ya nhi mere hasband me masla hai wo sahi hojaege

Unknown said...

Mera name shoaib ha mere date of birth 20/1/1992 ha mujay konsa stone pehnana chaye

Anonymous said...

Mera naam Muhammad Aadil aur Arslaan dou naam hain mere toh konsa patha pehnna chiye?

Popular Posts