Amel Soname Contact

agar kisi ko hum se contact karna ha to wo email ka zarya hum se contact kareen . dhoka bazoo se hoshyaar rahe jo amel soname naam ki jaise email,website, ya social media websites per id ya telephone number dal kar logo ko dhoka de rahe ha or apna app ko amel soname naam ka bohat bara Amel ya jadugar bata kar logo se paisa lay rahe ha . hamara ahsa logo se koi talooq nahi ha or na he hamara ahsa logo se kohi talooq ha jo amel soname naam se astana ya office khul ka betha ha . hamare kohi telephone support nahi ha. hamare sirf email support ha .is email k ilawa hamare kohi dosare email support nahi ha .email yeah ha amel_soname@yahoo.com

hamara is website www.amelsoname.com se kohi talooq nahi ha yeah hamare nahi ha or na he hum se munsalik ha

Monday, May 16, 2011

murwarid

As salamu allaiqum
murwarid is ko English main pearl kehta ha yeah bohat khoobsorate or deak na main dilkash pathar hota ha .
is ki 4 iqsam hain is ko pehnay say sabar paida hota hai yeh amraaz_e_maida amraaz_e_jigar bawasir yarkan ko shafa dayta hai pathri aur pishab ki jalan ko dur karta hai khooni dasto ko rukhta hai napak khalayat jin sir kay daird ankhon ka waram aur jismai daird ko dur karta hai

rang
murwarid kahe is ka kahi kisam ka rang hota ha
zadatar sufaid ,golabi,kala , bora or khaki rang ka hota ha or be kahe kisam k rang main hota ha laken unka colour bohat helka hota ha .

murwarid ko pechan ny ka tareka

nakli murwarid dosare dosare tareko se banahe jate ha .jinn ko patharo ki maloomat hote ha wo to pachan leta ha laken ake choti se iski yeah pechan ha agar pathar helka ho to samajh lay yeah nakli ha or dosare pechan yeah ha k agar uska surakh bare ho to be nakli ha


Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakheya ga
amel soname
amel_soname@yahoo.com








3 comments:

Unknown said...

Mera naam Afzal hai aur mujhe kaun sa pathar lageyga???
Please mujhe batatein.....

asim said...

A.A
Dear sir, ma ring me koi na koi nug (pathar) pehnna chahta pr mujy smj nhe aa rhe k ma kon sa pathar pehno kese ny kaha k Aqeeq Acha hota to kese ne kaha k zumurd pr mujy kuch smj nhe aa rha q k jaha tak mujy pata pathar nam or star k hesab sy pehnty plz aap mujy hesab laga k guide kr de bohat meharbani ho gi

ma aap k jawab ka muntazar raho ga

Anonymous said...

Sir may apna pata krna chata hu mary name per kon sa pather (stone) ha .
Date of birth: 16-04-1993. Kindly mjy bta dain .mry name per kon sa stone ha jo ma pehano to faida dy ga...am waiting for your Answer...

Popular Posts